|
Page 1 of 2 Collection of Some Love sms for those who are young at heart and romantic . Just impress your hubby with these.The Collection of shyaris is in hindi and urdu.
- Arz kiya hai.......
Hoti nahi mohobbat soorat se,
Mohobbat to meri jaan dil se hoti hai,
Soorat to unki khud hi pyaari lagti hai,
Kadar jinki dil me hoti hai. Pyaar Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,, Woh Urh Gaya Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,, Woh Gharoob Ho Gaya Main Ne Chand Se Pyaar Kya To, Woh Badlon Main Chup Gaya Main Ne Pani Se Pyaar Kya To, Woh Beh Gaya Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To, Woh Pighal Gaya Main Ne Barish Se Pyaar Kya To, Woh Baras K Thum Gaya Main Ne Aag Se Pyaar Kya To, Woh Bujh Gai Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To, Woh Murjha Gaya Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To, Wo Toot Gaya Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To, Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To, Woh Be-Wafa Niklay- Tere sabhi gamo Ko samet kar main tujhe itna pyaar dun,
Teri udasi ko hata ke tujh par sha, ka rang nikhar dun
Teri ankho main chupi khamoshi mere dil par asar kar gayi Tere wajood ko mehkade Jo Tere labo ko wo bahar dun
Teri ek muskurahat ka badal kuch ho nahi sakta magar Jo mile Tujhay khushii agar mai apni jaan bhi waar dun
Agaya hai jo hijar ka dour tere mere darmIyan jo mile mujhay fursatai yai waqt ka kharz utar dun
Tere dil ki ronaqai murjha gae hai jo is tarah laga kai apnay seenay se tere dharkano ko karar dun
tanhayeo kai tofano se bikhar gae hai sabhi jo kahay to tere Aaa tere har zulf ko sunwardun
Mere nigah bhi hai tere ek nazar ki muntazar jo karai agar edhar nazar tujhay duayen beshumar Dun
|